Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain
hy aqeda ye apna basid ko yaqeen,
tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain
bazm e qunain pehle sajai gai
phr teri zaat manzar pe lai gai
syed ul awaleen syed ul akhreen
tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain
mustafa mujtaba teri madda o sana
mere bas main nahai dastaras main nahain
dil ko himmat nahain lab ko yara nahain
tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain
daste qudrat ne easa banaya tujhe
jumla osaf se khud sajaya tujhe
Ae azal k haseen Ae abad k haseen
dhondti h tujhe meri jan e hazeen
tera sika rawan kal jahan main hoa
es zamin main hoa asman main hoa
kia arab kia ajam sub hain zere nageen
tuba tuba nahain koi tujhsa nahain
Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain