Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
Ke Sab Jannatein Hain Nisaar E Madina

Madina, Madina, Madina, Madina

Rahe Unke Jalwe Base Unke Jalwe
Mera Dil Bane Yaadgaar E Madina
Ke Sab Jannatein Hain Nisaar E Madina

Madina, Madina, Madina, Madina

Mubarak Rahe Andalibo Tumhe Gull
Hume Gull Se Behtar Hain Kahaar E Madina
Ke Sab Jannatein Hain Nisaar E Madina

Madina, Madina, Madina, Madina

Malaiq lagate hein ankhoon mein apni
Shab o roz khake mazar e Madina
Ke Sab Jannatein Hain Nisaar E Madina

Madina, Madina, Madina, Madina

Bana Asmaan manzile Ibn e Mariam
Gai lamakan Tajdar e Madina
Ke Sab Jannatein Hain Nisaar E Madina

Madina, Madina, Madina, Madina

Sharaf jin se hasil hua Anbian ko
Wohi Hasan Iftikhar e Madina
Ke Sab Jannatein Hain Nisaar E Madina

Madina, Madina, Madina, Madina

I BUILT MY SITE FOR FREE USING